Movie / Album: Krrish 3 – 2013
Singer: Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Lyricists: Sameer
Genre: Motivational Songs
Music © T-Series
Star cast: Hrithik Roshan, Priyanka Chopra, Kangna Ranaut, Vivek Oberoi
Release date: 04 November, 2013
: : God Allah Aur Bhagwan Lyrics : :

God, Allah aur Bhagwan ne
Banaya ek insaan
God, Allah aur Bhagwan ne
Banaya ek insaan
Aaya zameen pe leke woh
Upar wale ka farmaan
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke
Kaapein har shaitaan
God, Allah aur Bhagwan ne
Banaya ek insaan
Aaya zameen pe leke woh
Upar wale ka farmaan
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke
Kaapein har shaitaan
(Shreya begins)
God, allah aur bhagwan ne
Banaya ek insaan
(Sonu)
Woh tujhmein bhi hai
Woh mujh mein bhi hai
Kahin na kahin woh
hum sab mein hai
Woh tujhmein bhi hai
Woh mujh mein bhi hai
Kahin na kahin woh
hum sab mein hai
(Shreya)
Sab mein woh chupa hai
Use pechaan le
Uska jo iraada hai
Woh hum thaan le
[Sab mein woh chupa hai
Use pechaan le
Uska jo iraada hai
Woh hum thaan le]
(Sonu)
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke
Kaapein har shaitaan
(Shreya)
God, Allah aur Bhagwan ne
Banaya ek insaan
(Sonu)
God, Allah aur Bhagwan ne
Banaya ek insaan
(Shreya)
la la la lala
la la la lala lala lala
hm hm hm hm aa aaa aa
hm hm hm hm hm
ha ha ha haha
(Shreya)
Jaahan kal woh tha
Kal woh akela khada
Kadam apna bhi udhar chal padha
Jaahan kal woh tha
Kal woh akela khada
Kadam apna bhi udhar chal padha
(Sonu)
Dil ke khwabon ki
Jannat sajayegne hum
Pyaar ka sawera leke aayenge hum
[Dil ke khwabon ki
Jannat sajayegne hum
Pyaar ka sawera leke aayenge hum]
(Shreya)
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke
Kaapein har shaitaan
(Sonu)
God, Allah aur Bhagwan ne
Banaya ek insaan
(Shreya)
God, Allah aur Bhagwan ne
Banaya ek insaan
Aa aa aa aaa aa aaaa aaa
Aa aa aa aaa aa aa

0 comments:

Post a Comment

 
Top